thumbnail
Other Classes

5 Days Pitronka Ascension Meditation

profile
Instructor

KP Vijyan

Course Overview

Namah shivaya

How do you know that there is pitrudosha on you, which is causing all the troubles and unlucky for you. Few symptoms are given below. If you are facing any of these symptoms or all of these symptoms then you have pitrudosha on you and you have to do pitronka ascension immediately.

Pehle dekte hai Pitru dosh kaise bante he

  1. Jab aapka koi poorvaj marjaye……. Jaise dada, dadi, pardada, nana, naani, chacha, chachi, tau marjaye…. Or unka vidhivadh sansakar na kiya ho… ya koi truti hojaye…. Tho pret yoni me goomte rahega … or apni vansh valonko parishan karta rahega…….
  2. Bolta he na“May his soul rest in peace”. …. Bahutsa aatmaye he… jo shantise aaram nahi kar raha he… vo saare aatmaye… koi na koi jinda insaan ka ancestors he… inko ham pitru kehata he 
  3. Ek ashant aatma….… unke parivar me jinda logon ko tare tare ka parishaniyon me dalsakta he… isko kehte he pitru dosha
  4. Karan kya he
  5. Apni family ka 7 generation upar tak…. Koi bi departed soul …. Ashant ho… ya fir … lower dimention me kasht bhograha ho…. Tho pitru dosh lagta. He
  6. Jeete hi apna mata pita ki sewa nahi kiya ho…. Unka kasht ko undeka kara ho…. Tho unke mrityu ke baad aapke upar bhayankar pitru dosh lagega….
  7. Apna khud ka 7 poorva janmome… koi bhayankar apradh hu ho…. Apnese.. tho… pitru dosh lagta he.
  8. Shadi ke baad apna spouse ke pitru dosh apna upar bi havi hone lagte hai
  9. Kisika…. Organ transplant karke apne andar dalaho…. Or unki mrityu hogaya ho …. Or apne unke aatma shantikeliye kuch kara nahi ho.. tho bi pitru dosh lagta he.
  10. Aapko kaise pata.. ki aapke upar pitru dosh hai ki nahi…. Pitru dosh ka kuch common lakshan aapko dekneko milega jaise ki ….
  11. Jinke upar pitru dosh hai….. unko sapneme……. Bar bar marehue log – pitru ya poorvaj– dikhayi dega
  12. Ya fir khana khate wakt…. Bhojan me baal… .. milega
  13. Agar aapki pitru bhooke hai… tho soneke ek ded ghante ke baad achanak need khullega… or aapko pyas lagega… mooh dry hojayega …paani peenahi padega… aur bhoog bi lagega… thab samajlena …. Aapki pitru bhooka or pyasa he..
  14. Gharme koi mangal karya hone hi wala tha…… kuch amangal hojayega
  15. Gharme nirantar kalesh rahega…. Ladai hota rahega….
  16. Kitnabi hard work karo safalta nahi milta…  
  17. Gharme kisika shadi nahi horaha ho ….. aap apna side se maximum effort karne ke baad bi … shadi late horahaho….
  18. Shadi tootrahahe….. divorce horahahe .
  19. Pati patni alag rehta he
  20. bacha nahi horaha he…
  21. b) Repeated miscarriages … bar bar abortion hona…
  22. c) Family disputes…
  23. d) family me Health issues hona
  24. court cases…, property disputes
  25. Lagatar karj me dube jaana …. loan khatam honeka naam hi nahi leraha he…. … haath me paisa nahi rukrahahe…
  26. Maan samman nahi milta ho…… kitna bi hard work karo…. Maan samman nahi milega ….. apna gharme hi maan samman nahi milta….. bahar ka tho door ki baath he….
  27. Pita ke saath sambandh kharab rehna
  28. Pitron ke dwara shrapit ho…. Tho complicated serious health problems hoga …… ithna complicated ki… medically diagnose nahi hopata he…. Ya fir medical treatment unke upar kam nahi karte he… that becomes beyond the scope of medical science.
  29. Kuch symptoms jaise ki….
  30. Abnormal behavior – ajeebsa vyavhar,
  31. uncontrollable gussa hona… ….
  32. Doosra logon ko bahut boori tara chot pahunchana, ghayal karna,
  33. depression me jana,
  34. suicidal tendency,
  35. dawai khaneke baad bi dard kam nahi hona,
  36. poora sharir me rashes aana
  37. bar bar ulti aana…,
  38. kam karneka icha nahi hona,
  39. aisa samasya ka karan pitru dosh hosakta he…
  40. Iske alava
  41. e) career related, education related samasya ko face karna….
  42. f) kisi cheese ka addiction hona
  43. g)bachon ka asamay mrityu hona
  44. h)mentally challenged bache paida hona
  45. accident hona
  46. Ye sab…. Pitru dosha ke karan se hosakta he…

If you are facing any of the problems above then do our pitronda ascention meditation continuously for one mandala kal (41 days) and you will get relief

Namah shivaya

Course Content

Original price was: ₹10,000.00.Current price is: ₹3,100.00.
  • Course Level Beginner
  • Lessons 5
  • Duration 5 hr
  • Language Hindi
  • Additional Resource 5
  • Last Update May 8, 2025